Fashion (1957) – Baharo Se Puchho Najaro Se Puchho Song Lyrics

Fashion (1957) is one of the classical Bollywood segments of the 1950s which demonstrates the unique film direction of Lekhraj Bhakri. Holding the banner of Kuldip Pictures, this portion displays outstanding acting talents of Pradeep Kumar, Mala Sinha, Chandrashekhar, and Zabeen. It was music director Hemant Kumar who worked with prominent singers Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, and others to compose ear-pleasing song tracks for this film.

Album: Fashion (1957)

Song: Baharo Se Puchho Najaro Se Puchho


Lyrics

Baharo se puchho najaro se puchho, dil kyon divana meraa ho gaya
Lakh sambhala magar kho gaya, baharo se puchho najaro se puchho
Dil kyon divana meraa ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya

Too bhee divana sanam mai bhee divanee, ulfat kee hai ajab kahanee – (2)
Meraa dil teraa kaise ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya

Badane lagee hai abb bekararee, mitne lagee hai nind hamaree
Dil ko naa jane yeh kya ho gaya, lakh sambhala magar kho gaya