Fashion – Mar Jawaan Song Lyrics

Music By : Salim- Sulaiman
Singers : Shruti Pathak, Salim Merchant
Female : Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan,

Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan,
Female : Bheege bheege sapno ka jaise khat hai,

Haii..

Geeli geeli chahat ki jaise lat hai,

Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan,

Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan…
Female : Soche dil ki aisa kaash ho,

Tujhko ek nazar meri talash ho,

Jaise khwab hai ankhon mein basse meri,

Waise needon pe silvate pade teri,

Bheege bheege armaano ki rahad hai,

Haii

Geeli geeli khwahish bhi to behad hai,

Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan,

Mar jawaan, mar jawaan,

Tere ishq pe mar jawaan..
Female : Mar jawaan..hoo…