Fatso – Jiya Jaye Na Song Lyrics

Fatso is a comedy of error that shows how the God of death takes the life of a wrong guy, and the ruckus created in the heaven by the person not supposed to be dead. Fade up with his continuous nagging, Yamraj decides to send him down in someone’s else body. The poor fellow who has suffered due to clerical mistake has to woo the girl again he was set to get married. This film was directed by Rajat Kapoor and released in 2012 with Gul Panang, Ranvir Shorey, Purab Kohli and Neil Bhooplam in lead roles.

Album: Fatso

Song: Jiya Jaye Na


Lyrics

Yaad aayi baat teri
Toh jaan meri yeh dil mera
Tanah tere bin jee nahi saka
Na mujhko chaen tha
Na karaar tha mujhko ek pal
Ik pal bhi main toh reh nahi saka
Jiya jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan
Jaan jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan

Hai log wohi wohi jahan hai
Phir bhi lagta hai sab naya sa
Yoon hi bin baat ke muskuraa raha
Koi naa jaane yeh hua kya
Khwaab ya sach yeh hai toh kya
Khwaab sa sach yeh ho gaya
Aisa ho payega
Kisko tha yeh pata
Kisne socha yeh tha
Kisse main boloon kya
Jiya jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan
Jaan jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan

Gaur se dekh le zara
Hoon abhi bhi wahin jo tha
Jaane jaan
Do baatein maan le mujhko pehchaan le
Sach kya hai jaan le ke ab tere bina
Jiya jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan
Jaan jaye na jaane jaan phir se hoon main yahan
Yaad aayi baat teri yaad aayi baat teri