Film Hits – Pankaj Udhas – Aisa Bhee Ek Jamana Aata Hai Aashikee Me Song Lyrics

Marked as one of the prominent personalities of ghazal music, Pankaj Udhas is a well known vocalist of the Indian music industry. Completing his Silver Jubilee in 2006 in ghazal singing, Udhas has come up with a fine music album, probably his best ever, which presents a range of assorted song tracks that are worth spending time with. His ‘Dil Jabse Tut Gaya Kaise Kahe Kaise Jite Hai’ is one of the elegant numbers from this album.

Album: Film Hits – Pankaj Udhas

Song: Aisa Bhee Ek Jamana Aata Hai Aashikee Me


Lyrics

Aisa bhee ek jamana aata hai aashikee me – (2)
(Jab maut kee tamanna -2) hotee hai jindagee me

Chhodunga mai naa daman ai yar jindagee me
(Jina bhee aashikee me -2) marna bhee aashikee me
Aisa bhee ek jamana aata hai aashikee me
Aisa bhee ek jamana……..

Aankho ke jharokon se dekha karenge tumko – (2)
Markar bhee ham toh hamdam chaha karenge tumko
(Aansu kubul mujhko -2) tere pyar ke khushee me
Chhodunga mai naa daman ai yar jindagee me
Chhodunga mai naa daman…….

Chahat ke phul dilbar janmo janam khilenge – (2)
Bichhade kabhee jo marke jannat me phir milenge
(Hai nur aasman kaa – 2) chahat kee chandanee me
Aisa bhee ek jamana aata hai aashikee me – (2)
(Jab maut kee tamanna – 2) hotee hai jindagee me
Chhodunga mai naa daman ai yar jindagee me