Firaaq – Ummeed Kahi Koyi Dar Kholati Nahi Song Lyrics

Directed by Nandita Das, Firaaq is a 2008 Bollywood political based film which casts Naseeruddin Shah, Deepti Naval, Paresh Rawal, Raghubir Yadav, Nawazuddin Siddiqui, Shahana Goswami, Amruta Subhash, Sanjay Suri, and Tisca Chopra in lead roles. Having won remarkable awards at the national level, this segment was a great start to Das’s directorial career. The film depicts the account of the annihilating impingement on Gujarat Muslims after the public violence based on serious political issues.

Album: Firaaq

Song: Ummeed Kahi Koyi Dar Kholati Nahi


Lyrics

Ummeed kahi koyi dar kholati nahi – (2)
Jalane ke baad shammaar bolati nahi
Ummeed kahi koyi dar kholati nahi

Jo saans le rahi hai, har taraf woh maut hai – (2)
Jo chal rahi hai sine mein woh jindagi nahi – (2)

Har ek cheej jal rahi hai, shehar mein magar – (2)
Andhera badh raha hai, kahi roshani nahi – (2)
Jalane ke baad shammaar bolati nahi
Ummeed kahi koyi dar kholati nahi – (2)