Fitoor – Haminastu Song Lyrics

Haminastu Lyrics: The song is sung by Zeb Bangash. It is composed by Amit Trivdei with lyrics written by Swanand Kirkire.


Gar firdaus, bar-eu-e-zameenast
Hamin-asto, hamin-asto (hamin-asto..)
Meri jaan rooh dil se wa-basht
Hamin-asto, hamin-asto (hamin-asto..) (x2)Ho.. khamosh darkhton ke saaye
Yeh khauf hai soya saa
O.. kuch khoya khoya humne bhi
Yeh chehra hai roya saaMurjhate gulon ne jhuk ke kaha
Hume aadat hai hameen-asto (hameen-asto..)
Chalte lamhon ne ruk ke kaha
Inaayat hai hameen-asto (hameen-asto..)Yeh veerane, yeh sannate
Kya bol rahe hain, aate jaate
Aate jaate, ho…Panchhi saare udd gaye kahin
Bas ghonsley hai hamin-asto (hamin-asto..)
Gar jannat hai zameen pe kahin
Yahin pe hai hamin-asto, hamin-asto
(Hamin-asto…)


Singer: Zebunnisa Bangash

Lyricist: Swanand Kirkire

Music: Amit Trivedi