FM – Fun Aur Masti – Yeh Jalwa Jo Dekha Song Lyrics

Released in the year 2007, FM – Fun Aur Masti is a Hindi comedy film which is directed by Sekhar Surya. It casts RK, Payal Sarkar, Monica Nouva, Satya, and others in main roles. The story revolves around a street smarter who makes a sale of false medicines, a regional don who wants to extends his influence, an artist who desires to become like M.F. Hussain, and a police officer.

Album: FM – Fun Aur Masti

Song: Yeh Jalwa Jo Dekha


Lyrics

Yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi bola – 2
Main mast gulon ka gulashan, hai zeen mera yeh tan man – 2
Yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi bola – 2

Aaya koi pyaar ka dusmaan, koi yaar par daale baahein
Koi ishq ka dekhe sapna
Tarse tarse tarse yeh khalibali, pyaar ki mai barse yeh kabhi kabhi -2
Yeh dilwaale apna le, hai kal ka kisko pata
Yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi habibi
Taal habibi habibi taal habibi habibi

Chhaaya hai pyaar ka saawan, koi yaar bharein hai aahein
Yeh nain sharaabi mere
Tadpe tarse duniya ki khalibali, jaan e jahan hothon pe hasin hasin-2
Yeh deewaane mastaane, mujhse aaj gale se laga
Yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi bola – 2
Main mast gulon ka gulashan, hai zeen mera yeh tan man – 2
Yeh jalwa jo dekha, ya taal habibi bola – 2