Funtoosh – Woh Dekhen To Unki Inayaat Na Song Lyrics

Formed under the direction of Chetan Anand, Funtoosh is a 1956 Hindi comedy drama segment which features Dev Anand, Sheila Ramani, and K.N. Singh as the lead cast. Produced by Dev Anand himself, this Bollywood portion is known to be the ninth highest grossing movie of the 1950’s. Asha Bhosle and Kishore Kumar’s ‘Woh Dekhen To Unki Inayaat Na’ is a popular track from this film.

Album: Funtoosh

Song: Woh Dekhen To Unki Inayaat Na


Lyrics

Kishore :
Hmmmmm hm hm hm hm hmmmm
Heeeeee he he he heeeeeeeee
Hmmmmm hm hm hm hm hmmmm
Aaaaaa aa aa aa aaaaaaaaa

Woh dekhein to unki inaayat
Na dekhein to rona kya
Woh dekhein to unki inaayat
Woh dekhein to unki inaayat
Na dekhein to rona kya
Jo dil gair ka ho uska
Hona kya aur na hona kya
Woh dekhein to unki inaayat

Asha : ah ah ah ah ah ahaaaaaaa
Kishore : hm hm hm hmmmmmmmm
Asha : hmm hmm hmm oh oh ohhhhhhhh
Kishore : hm hm hm hmmmmmmmm
Asha : la la lal la la lahaaa
Kishore : ah ah ah ahaaaaa
Asha : ah ah ah ahaaaaa
Kishore : ah ah ah ahaaaaaaaa

Asha :
Ishq dilon ka mel hai pyaare
Yeh nazron ka khel nahin
Ishq dilon ka mel hai pyaare
Yeh nazron ka khel nahin
Yeh nazron ka khel nahin
Jab tak do dil ek na ho le
Dil ki lagi ka rona kya
Jab tak do dil ek na ho le

Kishore : hai ya ho
Asha : haiyyaa
Kishore : hai ya ho
Asha : haiyyaa
Kishore : hai ya ho
Asha : haiyyaa
Kishore : hai ya ho
Asha : haiyyaaaaaaa

Kishore :
Ishq ki baazi seedhi baazi
Dil jeeto aur dil haaro
Ishq ki baazi seedhiiiiiiiiiiiiiiiiii baazi
Are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi
Ishq ki baazi seedhi baazi
Dil jeeto aur dil haaro
Dil jeeto aur dil haaro
Is saude mein o dilwaalon
Paana kya aur khona kya

Asha : woh dekhein to unki inaayat
Kishore : na dekhein to rona kya
Jo dil gair ka ho uska
Asha : hona kya aur na hona kya
Both : woh dekhein to unki inaayat