Gaja Gamini – Meree Payal Bole Chham Chham Song Lyrics

Directed by the prominent Indian painter M.F. Husain, Gaja Gamini is a romantic Bollywood offering which was released in the year 2000. Casting Madhuri Dixit, Shahrukh Khan, and Naseeruddin Shah in pivotal roles, this film is known to be Husain’s ode to womanhood. It is about the inspiration through Indian art which carries through different ages and interacts with the art forms of the varied parts of the world.

Album: Gaja Gamini

Song: Meree Payal Bole Chham Chham


Lyrics

Meree payal bole chham chham chham chham….
Yun aankho ne chhedee hai sargam
Meree chaho ke sanam sanam sanam……
Tu aisa ke jaise hai shabnam
Chhuna tujhe mushkil, pana tujhe mushkil priyam priyam
Meree payal bole chham, chham chham chham……..
Yun aankho ne chhedee hai sargam
Dil teraa ho gaya, tu kahan kho gaya – (2)
Ninde udake, jadu jagake
Tan mann me mithee see agnee lagake
Tu agar mila nahee, jiyenge tere bin naa ham, oh naa ham
Meree payal bole chham chham chham chham……
Yu aankho ne chhedee hai sargam
Badal badal jayenge milke tujhse aayenge
Prit kaa git sunayenge, dhadkan dhadkan gayenge pritam
Tere liye tod diye maine piya duniya kee niyam, niyam
Tere liye kitnee hee bar liya dharti pe janam, janam
Meree payal bole chham chham chham chham chham……
Yun aankho ne chhedee hai sargam
Meree chaho ke sanam sanam sanam
Tu aisa ke jaise hai shabnam
Chhuna tujhe mushkil, pana tujhe mushkil priyam priyam
Meree payal bole chham, chham chham, chham chham
Yun aankho ne chhedee hai sargam, sa dha pa ga re sa re ga
Meree chaho ke sanam sanam sanam
Tu aisa ke jaise hai shabnam