Gajre – Kab Aaoge Kab Aaoge, Kab Aaoge Balama Song Lyrics

Established with the direction of R D Mathur, Gajre is a 1948 Hindi film which casts Murad, Geeta Nizami, Motilal, and Suraiya in main roles. The film presents some of the very best and fine music direction given by Anil Biswas. Besides, prominent singers, viz., Lata Mangeshkar and Suraiya have given justice to these phenomenal song tracks of this film.

Album: Gajre

Song: Kab Aaoge Kab Aaoge, Kab Aaoge Balama


Lyrics

Kab aaoge kab aaoge, kab aaoge balama

Baras baras badalee bhee bikhar gayee
Abb kab aaoge balama…….

Pashchim se purab aake, megh gaye jhumke
Tum nahee aaye papee pardes ghumke
Megh gaye jhumke, taras taras ankhiya bhee nikhar gayee
Abb kab aaoge balama…….

Tum ko bedard balam mujh se jee churana hai
Meree umange nayee, dard purana hai
Mujh se bhee purana hai
Ubhar ubhar mehandee bhee utar gayee
Abb kab aaoge balama…….