Gajre – Rah Rah Ke Tera Dhyaan Song Lyrics

Established with the direction of R D Mathur, Gajre is a 1948 Hindi film which casts Murad, Geeta Nizami, Motilal, and Suraiya in main roles. The film presents some of the very best and fine music direction given by Anil Biswas. Besides, prominent singers, viz., Lata Mangeshkar and Suraiya have given justice to these phenomenal song tracks of this film.

Album: Gajre

Song: Rah Rah Ke Tera Dhyaan


Lyrics

Rah-rah ke tera dhyaan rulaata hai kya karoon
Har su gar mujhako tu nazar aata hai kya karoon
Rah-rah ke tera dhyaan

Teri samajh mein bhi nahi aata hai mera haal -2
Meri zabaan pe bhi nahi aata hai kya karoon -2
Rah-rah ke tera dhyaan

( ye mujhako kya hua hai mujhe kud kabar nahi
Mujhe kud kabar nahi ) -2
Har waqt koi yaad hi aata hai kya karoon -2
Rah-rah ke tera dhyaan

Hairaan hoon jab bhi aankh se aansu tapakata hai -2
Dil ki lagi ko aur badhaata hai kya karoon -2
Rah-rah ke tera dhyaan