Gali Gali Chor Hai – Chhanno Song Lyrics

Gali Gali Chor Hai is a 2012 film showcasing aspirations of a common man. The male protagonist is a working in a bank as a cashier, and also performs the role of Hanuman in local Ramleela. He has a doting school teacher wife and a father who dreams of India free of corruption. Something fishy happens in the life of the cashier, where he has to shed away his common man attire and wake up the system with a slap on its face.

Album: Gali Gali Chor Hai

Song: Chhanno


Lyrics

Aye channo
Aye channo saali item bomb
Aye channo kare dil ding-dong
Channo ki aankhien bijli-bijli
Channo ki kamariya patli-patli
Haath naa aaye saali titli-titli
Desi ghee yeh asli-asli aye channo
Mehngi hui hai angdaayi – 2
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angdaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Launde sadak ke phokat mein dekhe
Channo ki aanch se aankhein yeh sekein – 2

Thulle ne haye thulle ne
Thulle ne kar di kutaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Channo hai angaara angeedi sulga lo
Channo hai rabri tum ungli se chatwalo
Hai hai hai
Channo hai angaara angeedi sulga lo
Channo hai rabri tum ungli se chatwalo
Channo ke chalne mein rukne mein jhatka tha
Halwai besan ke laddo pe atka tha
Doodh se doodh se haye
Doodh se udh gayi malai
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi

Hey channo kuch aisi hai thaat
Aankhon se pila de bann jaaun tera daas
Up mein lafda channo se channo se
Mp mein danga channo se channo se
Jeena hua haram channo se channo se
Ho jaaye chakka jaam channo se channo se channo
Hey channo

Oh yeah oh yes
(Channo ki choli mein bomb item-bomb hai
Channo heroine se bolo kya kum hai) – 2
Sallu ke dolon pe channo yeh marti hai
Aamir ki puppy ke liye wish karti hai
Khud malamaal hai par maal ki deewani hai – 2
Channo ko padh lo tum open kahani hai

Bichne lagi haye bichne lagi haye
Bichne lagi kyun re chatayi
Jabse channo hai khidki pe aaye
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Launde sadak ke phokat mein dekhe
Channo ki aanch se aankhein yeh sekein – 2
Thulle ne kar di kutaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Doodh se udh gayi malai
Jabse channo hai khidki pe aayi
Bichne lagi kyun re chatayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Bhool gaye tailor silaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi
Mehngi hui hai angadaayi
Jabse channo hai khidki pe aayi