Gandhi To Hitler – Ye Jazba Hamara Hai Aazadi Ka Song Lyrics

This Bollywood movie was released in the year 2011 and was directed by Mr Rakesh Ranjan Kumar under the banner of Amrapali Media Vision Pvt Ltd. The production for the film is handled by Dr. Anil Kumar Sharma and the star cast is inclusive of Nassar Abdulla, Lucky Vakharia, Nalin Singh, Raghuveer Yadav, Nikita Anand, Avjit Dutt, Aman Verma and Neha Dhupia in pivotal roles.

Album: Gandhi To Hitler

Song: Ye Jazba Hamara Hai Aazadi Ka

Lyrics

Or ye hai hamara hindustaan
Jaha gulami ki janjeer katne ko tatpar hai
Azad hind fouj ke jawan
Sapandanheen harday me josh naya bharna hai aaj
Matribhumi ki parwarish ka karz add karna hai aaj
Saheedo ke lahuluhan kadam pade jin raho par
Un raho pe ban ke phool kadmo tale bikharna hai aaj

Ye jajba hamara ha iazadi ka ye gro ki jasan e barbadi ka
Kadam kadam milana hai age badte jana hai
Age badte jaana hai

Ye jajba hamara ha iazadi ka ye gro ki jasan e barbadi ka – 2
Kadam kadam milana hai age badte jana hai age badte jaana hai

Tufano ki fikar nani andhiyo ka dar nahi
Kate bhale ye sar magar ise nahi jhukana hai – 2
Tufano ki fikar nani andhiyo ka dar nahi
Kate bhale ye sar magar ise nahi jhukana hai – 2
(Kadam kadam milana hai age badte jana hai
Age badte jaana hai) – 2

(Irade pe yakin kar hak lenge cheen kar
Sar pe sehra jeet ka har hal me sajana hai) – 2
(Kadam kadam milana hai age badte jana hai
Age badte jaana hai) – 2

(Pukarti hai dharti maa kaid se karo riha
Lahu jigar ka deke bhi jo khoya hai wo paana hai) – 2
Kadam kadam milana hai age badte jaana hai