Ganga Jamuna Saraswati (1988) – Saajan Mera Uss Paar Hai Song Lyrics

This movie released in the year 1988 and was directed by Mr Manmohan Desai. The film stars Amitabh Bachchan in the role of Ganga, Meenakshi Sheshadri in the role of Jamuna, while Saraswati is portrayed by Jaya Prada. The supporting star cast is inclusive of Amrish Puri, Mithun Chakraborty, Aruna Irani and Nirupa Roy. The music of the film was quite popular.

Album: Ganga Jamuna Saraswati (1988)

Song: Saajan Mera Uss Paar Hai


Lyrics

Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai – (2)

(Mausam bhi aa pahuncha shehnaayi ka
Abb hamako dar kaisa tanhaayi ka) – (2)
Jivan ko jiska intjaar hai, aane hi waali woh bahaar hai – (2)
Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai

(Jinaki chaahat mein akhiya tarasi hai
Jinase milane ko baraso barasi hai) – (2)
Honewaala unak deedaar hai, unako bhi mera intjaar hai – (2)
Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai

Ghunghat mera jab uthaayenge, ik duje mein hum kho jaayenge – (2)
Kadamon mein unake hi sansaar hai, yeh toh janmo janmo ka pyaar hai -2
Saajan mera uss paar hai, milane ko dil bekaraar hai

Aa aa aa aa…….