Gangs of Wasseypur 2 – Kaala Rey Song Lyrics

Music By : Sneha Khanwalkar
Singers : Sneha Khanwalkar
Female : Kaala rey, saiyan kaala re

Tan kaala rey, man kaala re

Kaali zabaan ki kaali gaari

Kaale din ki kaali shaamein

Saiyan karte ji coal bajaari x (2)
Female : Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol

Bairi coal coal, chheene tol tol tol

Chhat, aangan, char deewari

Saiyan karte ji, saiyan karte ji

Saiyan karte ji, saiyan karte ji

Saiyyan karte ji coal bajaari

Saiyyan karte ji coal bajaari
Female : Kaali mitti, kutta kaala

Kaala bilkul surme wala

Kaala kauvva, hawwa kaala

Kaali mitti, kutta kaala

Kaala bilkul surme wala

Kaala kauvva, hawwa kaala

Kaala baadal ghirne waala

Kaala moti girne wala

Kaala jhanda, danda kaala

Kaala batua, paisa kaala

Kaali aankhon jaisa kaala

Kaali agni

Kaali garmi, sooraj kaala

Kaala beegha aur gaj kaala

Kaali haathi, haathi kaala

Kaala kaala kaala kaala
Female : Bairi coal coal coal, chheene tol tol tol

Bairi coal coal, chheene tol tol tol

Rang paani aur pichkari

Saiyan karte ji, piya karte ji

Saiyan karte ji, piya karte ji
Female : Kaala rey, saiyan kaala re

Tan kaala rey, man kaala re

Kaali zabaan ki kaali gaari

Kaale din ki kaali shaamein

Saiyan karte ji coal bajaari