Gangvaa (1984) – O Jaanam Song Lyrics

This movie released in the year 1984 and was directed by Mr Rajasekar. The film was remade from a Tamilian movie titled ” Malaiyur Mambattiyaan. The film stars Rajnikanth, Suresh Oberoi and Shaban Azmi in leading roles. Bappi Lahiri has composed the music of this film.

Album: Gangvaa (1984)

Song: O Jaanam


Lyrics

Hauwa hauwa hauwa hauwa……

Ho ho ho ho…….

O o o o…. jaanam jaanam jaanam
Tujhape dil ko nisaar karungi, aisa tujhako pyaar karungi – (2)
Kisi ne kiya na ho
O o o o…. jaanam jaanam jaanam

O haayo o haayo o haayo……
Hai yaaara hai yaaara hai yaaara hai

Nayan aisi khabar jaisi bachu kaise fasa dil aise nikal na sake
Mere jawaan chhupa kahaan main hoon yahan
Badan saara aankh bane tujhako take
Jaanu jaanu jaanu jaanam jaanam
Tujhape dil ko nisaar karungi, aisa tujhako pyaar karungi
Kisi ne kiya na ho

Hai ya hai ya ho o……….

O haayo o haayo o haayo……
Hai yaaara hai yaaara hai yaaara hai

Toh kyun dare yeh rasbhari kalas bhari kadamon pe tere rakh dungi main
Tu maang le ya chhin le, ya loot le lutkar bhi khush rahungi main
Jaanu jaanam jaanam, jaanu jaanam jaanam
Tujhape dil ko nisaar karungi, aisa tujhako pyaar karungi
Kisi ne kiya na ho
O o o o…. jaanam jaanam jaanam jaanam

O haayo o haayo o haayo……