Gharonda – Ek Akela Iss Shahar Me, Rat Me Aur Dopahar Me Song Lyrics

This movie released in the year 1977 and was directed and produced by Mr Bhimsain Khurana. The star cast of the film included Amol Palekar and Zarina Wahab in lead roles along with Jalal Agha and Shreeram Lagoo in supporting characters. Jaidev has composed the music for this film. The movie talks about the life of the lead characters belonging to middle class families working in the same office and living in Mumbai, India.

Album: Gharonda

Song: Ek Akela Iss Shahar Me, Rat Me Aur Dopahar Me


Lyrics

Ek akela iss shahar me, rat me aur dopahar me
Aabodana dhundata hai aashiyana dhundata hai

Din khalee khalee bartan hai aur rat hai jaise andha kuan
Inn sunee andheree aankho se aansun kee jagah aata hain dhuan
Jine kee vajah toh koyee nahee marne kaa bahana dhundata hai
Ek akela iss shahar me…..

Inn umar se lambee sadkon ko manjil pe pohonchte dekha nahee
Bas daudatee phirtee rahtee hain hamne toh theherte dekha nahee
Iss ajnabee se shahar me jana pehechana dhundata hai
Ek akela iss shahar me…..