Haal-E-Dil – Rang Song Lyrics

Singers : Sonu Nigam
Music by : Raghav Sachar
Male : Haseen hai duniya

Haseen hai jawaani

Rangin hai ehsaas

Rangin hai kahaani
Male : Haseen hai zinda

Haseen hai hai saanse

Rangin hai jazbaat

Rangin hai aanhein
Male & Chorus : Rango bhara hai dilbar

Rango bhari hai baatein

Rango bhari hai nazar

Rango bhari hai yaadein

Ho ho ho rango bhari hai yaadein
Male : Haseen hai subah

Hasi os ki bunde

Rangin hai duwa

Rangin hai aayate
Male : Haseen hai inkaar

Haseen hai intzaar

Rangin hai imtehaan

Rangin hai aitbaar
Chorus : Aao na aao na
Male : Inn raahon ko rang do na
Chorus : Aao na aao na
Male : Inn baahon mein bhar lo na
Male & Chorus : {Rango bhara hai dilbar

Rango bhari hai baatein

Rango bhari hai nazar

Rango bhari hai yaadein} (2)