Haasil – Kahee Police Case Naa Ban Jaye Song Lyrics

Haasil is a 2003 film based on college love and politics. It is set in the recent times of Allahabad, Uttar Pradesh and is a best presentation about the mindset of people living in the northern part of India. It is written and directed by Tigmanshu Dhulia. It starred Jimmy Shergill, Hrishtaa Bhatt, and Irfan Khan in lead roles.

Album: Haasil

Song: Kahee Police Case Naa Ban Jaye


Lyrics

Meree nathanee, meree nathanee
(Meree nathanee mehangiwalee hai
Aisee banduk banaree hai) – (2)
Jo dil ko chalanee kar jaye
Koyee aah bhare koyee mar jaye
Too sambhal ke apna hath bada, hath bada bachna
Kahee police case naa ban jaye – (4)

Gharse nikalee panee bharne, divano ne mujhe dekh liya – (2)
Mai patake gatle jab bhagee, mara rasta sabne rook liya
Abb tak katta naa jaljaye jaljaye rama
Kahee police case naa ban jaye – (4)

Ek rat ko yeh chup kar aaya, jhat sara mohalla jag gaya – (2)
Jab usane chhua mai sehar gayee, woh khidke nag ke bhag gaya
Woh chor aaj tak tadpaye hai
Kahee police case naa ban jaye – (4)

Sajdhaj ke mele me aayee, jisne dekha sar ghum gaya – (2)
Jab sarse chunariya sarak gayee, laga sap sabhee ko sung gaya
Meraa husn kayamat barsaye barsaye hai
Kahee police case naa ban jaye -4 hai
Meree nathanee mehangiwalee hai, aisee banduk banaree hai
Jo dil ko chalanee kar jaye, koyee aah bhare koyee mar jaye
Too sambhal ke apna hath bada, hath bada bachna
Kahee police case naa ban jaye – (4)