Haathi Mere Saathi – Nafrat Ki Duniya Ko Chhodke Song Lyrics

Haathi Mere Saathi is one of the biggest hit films of Rajesh Khanna’s career. M. A. Thirumugham is the director, and it is produced by Devar Films. No other films from a south Indian producer ever crossed the box office figure this film scaled for several years. Such was the magic that those who hated animals the most, started loving them after seeing this it. The approach of people towards animals saw a significant change after this movie.

Album: Haathi Mere Saathi

Song: Nafrat Ki Duniya Ko Chhodke


Lyrics

(Nafrat kee duneeya ko chhodke
Pyar kee duneeya me, khush rehna mere yaar
Iss jhut kee nagaree se todake naata ja mere pyaar
Amar rahe tera pyar, khush rehna mere yaar

Jab jaanwar koi insaan ko maare
Kehate hain duneeya me wehshee use saare
Ek jaanwar kee jaan aaj insaano ne lee hai
Chup kyon hai sansaar, khush rehna mere yaar

Bas aakhiree sun le yeh mel hai apna
Bas khatm abb saathee yeh khel hai apna
Abb yaad me teree bit jaayenge ro ro ke
Jivan ke din chaar, khush rehna mere yaar