Hacked – Mehfooz Song Lyrics

Singer : Arko
Music by : Arko
Male : Aye subah tu jaa falak se

Laut jaa zara

Raat tham ke kar rahi hai

Humse mashwara
Male : Aye subah tu jaa falak se

Laut jaa zara

Raat tham ke kar rahi hai

Humse mashwara
Male : Baadalon se keh do jaake

Main fanaa hua

Bin bataye bin rijhaye

Bas tera hua
Male : Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sada

Main chal padoon teri raahon mein

Ab se yoon sada
Male : Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sada

Main chal padoon teri raahon mein

Ab se yoon sada
Male : Aye shikayat ab zaroorat na rahi teri

Aye naseehat phir milenge hai dua meri

Ab fasana ab thikana tu mera hua

Zindagi ka har bahana tu mera hua
Male : Mehfooz hai meri baahon mein

Ab se tu sada

Main chal padoon teri raahon mein

Ab se yoon sada