Haider – Aao Na Ke Thak Gayi Song Lyrics

The first Hindi movie to win the People’s Choice Award at Rome Film Festival. It is the third Vishal Bharadwaj movie, that was based on Shakespearean tragedy – Hamlet; after Omkara and Maqbool, based on two other tragedies. The songs were composed by Vishal Bharadwaj himself. Gulzar had penned most of the songs in the movie and was highly appreciated for the song “Bismil;” that narrates a complete story and forms an essential part of the movie.

Album: Haider

Song: Aao Na Ke Thak Gayi


Lyrics

(Jalegi jalegi jalegi
Diye se jal rahi sari jindgi o) – (2)

Nahi bujhe bujhe nahi
Hawa se tujh me hi sari jindgi o
Ek phunk se miya sab ud gaya dhua
Woh jo saans ki ek phas thi
Woh nikal gai jo kharash thi
Ab sine ki woh khalish gai
Be karariya bi mariya gai

Ab to aao jan meri so bhi jao
(Arre aao na ki jaan gai
Jaha gaya kho jao
Arre aao na ke thak gai
Hai jindgi so jao) – (2)

(Na chand na savere
Andhera hi andhera) – (2)
Hai ruho ka basera so jao

(Hawa the hawa the hawa
Hawa the hawa huye baki to khala) – (2)

Kabhi the to kabhi nahi
Kabhi dekha bhi nahi baki to khuda o

Ye tha asar se tha hichke fasal se tha
Bada kam tha jo zamin par
Woh to likh diya na zabin par
Jo gujar gai woh gujar gai
Be wajah yaha na raho miya karo dua
Sabr le lo khabr le lo
Ghar me aao

(Arre aao na ki jan gai
Jaha gaya kho jao
Arre aao na ke thak gai
Hai jindgi so jao) – (2)