Haider – Gulon Mein Rang Bhare Song Lyrics

Gulon Mein Rang Bhare Lyrics from Haider (2014): It is Faiz’s Ghazal, sung by Arijit Singh and has by Vishal Bhardwaj.


Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Dard ka rishta o.. o.. o.. mm.. Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Bada hai dard ka rishta
Yeh dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm.. Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale Hmm..
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahin to bahr-e-Khuda aaj zikar-e-yaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab-e-hijraan
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad-e-naubahaar chale Word Meanings = gulon: flowers, baad-e-naubahaar: breeze of new spring, gulshan: garden, qafas:cage/prision, sabaa: gentle breeze, bahr-e-Khuda: Khuda ke liye, zikr-e-yaar: mehboob ka zikr, shab-e-hijraan: the night of separation, aaqibat: end / future life


Singer: Arijit Singh

Lyricist: Faiz Ahmed “Faiz”

Music: Vishal Bhardwaj, Mehdi Hassan