Half Ticket – Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho Song Lyrics

Half Ticket is one of the best comedy films till date. After seeing this movie, people come out of the theatre by holding their stomach since it aches because of the laughter riots created by the Kishore Kumar. The film was released in 1962. Kishore Kumar is posing as a youngster in order to fetch a half-priced train ticket. Pran, believing him a kid, hides his diamond in his hip pocket. There onwards, he struggles throughout the film in retrieving his loot from Kishore’s, who has no clue what is being hidden inside, pocket.

Album: Half Ticket

Song: Aankhon Me Tum, Dil Me Tum Ho


Lyrics

Aankhon me tum
Aankhon me tum, dil me tum ho
Tumharee marjee mano ke naa mano, arey mano ke naa mano
O o o o kab se yeh dil, dil tumhara
Yeh raje dil tum jano ke naa jano, arey jano ke naa jano

O o o o….. (dil ko teree hee aarju -2)
Dil ke shishe me too hee too
Teree aarju dil me hai too aa re ea pa pa pa pa…….
Hai teree aarju, dil me hai too, mai naa raha mai, too nahee too
Ulfat kar gai mantar chhoo-oo-oo-aun
Aankhon men tum, dil me tum ho
Tumharee marjee mano ke naa mano, arey mano ke naa mano
Oo oo, kab se yeh dil, dil tumhara
Yeh raje dil tum jano ke naa jano, arey jano ke naa jano

O.. o o o, (yun samajh lo hai tumse pyar) -2
Abb toh khush ho jane bahar
Tum se hai pyar jane bahar – (2)
Tum pe yeh dil kar diya nisar
Milte milte mil gaye par ho aa aa aa…..
Aankhon me tum dil me tum ho
Tumharee marjee mano ke naa mano, arey mano ke naa mano
Gi hee hee hee kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raje dil tum jano ke naa jano, arey jano ke naa jano

Ho ho ho ho… (ham jamane se bekhabar -2)
Ham kahan dil gaya kidhar
Kise hai khabar dil hai kidhar hay hay ya ee o
Kise hai khabar dil hai kidhar ulfat kaa lo dekho asar
Ham aangan me dil chhat par r r aun
Aankhon me tum dil me tum ho
Tumharee marjee mano ke naa mano, arey mano ke naa mano
Kab se yeh dil dil tumhara
Yeh raje dil tum jano ke naa jano, arey jano ke naa jano