Half Ticket – Chand Rat Tum Ho Sath Kya Kare Song Lyrics

Half Ticket is one of the best comedy films till date. After seeing this movie, people come out of the theatre by holding their stomach since it aches because of the laughter riots created by the Kishore Kumar. The film was released in 1962. Kishore Kumar is posing as a youngster in order to fetch a half-priced train ticket. Pran, believing him a kid, hides his diamond in his hip pocket. There onwards, he struggles throughout the film in retrieving his loot from Kishore’s, who has no clue what is being hidden inside, pocket.

Album: Half Ticket

Song: Chand Rat Tum Ho Sath Kya Kare


Lyrics

Yodlee……….

(Chand rat tum ho sath kya kare
Ajee abb yeh dil machal machal gaya) – (2)
(Dil kaa aitbar kya kya karoge
Jee kal jo yeh badal badal gaya) – (2)

Yodlee……….

(Chand rat tum ho sath kya kare
Ajee abb yeh dil machal machal gaya) – (2)
(Dil kaa aitbar kya kya karoge
Jee kal jo yeh badal badal gaya) – (2)

Yodlee……….

(Julmee nagar kaise nidhar dil churaliya
Jane kis ajab se desh me bula liya) – (2)
Yeh bhee koyee dil hai kya
Jahan mauka mila phisal phisal gaya
Chand rat tum ho sath kya kare
Ajee abb yeh dil machal machal gaya
Dil kaa aitbar kya kya karoge
Jee kal jo yeh badal badal gaya

(Suniya jara maine kaha mat sataiye
Apne aap apnee rah laut jaiye) – (2)
Yeh woh rahe nahee jispe chalke koyee sambhal sambhal gaya
Chand rat tum ho sath kya kare
Ajee abb yeh dil machal machal gaya
Dil kaa aitbar kya kya karoge
Jee kal jo yeh badal badal gaya

Yodlee……….

(Behke kadam abb toh sanam bah tham lo
Apni najar apni nigahon se kam lo) – (2)
Aapka kya gaya phul sa dil meraa kuchal kuchal gaya
Chand rat tum ho sath kya kare
Ajee abb yeh dil machal machal gaya
Dil kaa aitbar kya kya karoge
Jee kal jo yeh badal badal gaya