Half Ticket – Cheel Cheel Chillake Song Lyrics

Half Ticket is one of the best comedy films till date. After seeing this movie, people come out of the theatre by holding their stomach since it aches because of the laughter riots created by the Kishore Kumar. The film was released in 1962. Kishore Kumar is posing as a youngster in order to fetch a half-priced train ticket. Pran, believing him a kid, hides his diamond in his hip pocket. There onwards, he struggles throughout the film in retrieving his loot from Kishore’s, who has no clue what is being hidden inside, pocket.

Album: Half Ticket

Song: Cheel Cheel Chillake


Lyrics

Ki: yaa yaa, yaa ba ga, yaa yun, yaa ba ga un
Aa rahe the ishkool se, raste mein, hamne dekhaa ek khel saste mein
Male voice: kyaa betaa kyaa? ki: aan maan
Ki: (cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom-jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye) -2
(Arrey, vaah vaah vaah) -2
Ki: arrey chorus: vaah vaah vaah
Ki: arrey chorus: vaah vaah vaah, vaah
Ki: ai, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom-jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
(Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
Ki: (ey latoo baaku, aa baaku) -4

Ki: chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
Chhuk-chhuk-chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail
Chhup-chhup-chhup totaa mainaa kaa mel
(Pyaar ki pakaudi meethi baaton ki bhel) -2
Thodaa noon, thodi mirch, thodi sonth, thodaa tel
(Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
Ki: bol
Child: cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye ki: ale vaa le betaa
Child: jhoom-jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
(Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -3
Chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: arrey

Ki: (gol mol gol mote laalaa shaukeen) -2
Tond mein chhupaye hain chiraag-e-aalaadin
(Teen ko hameshaa karte aaye saadhe teen) -2
Zaraa naap, zaraa tol, ise loot, use chheen
(Ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
Ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom-jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
(Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4
Ki: (ey latoo baaku, aa baaku) -4

Ki: (koi mujhe chor kahe, koi kotvaal) -2
Kis pe yaqeen karun, mushkil savaal
(Duniyaa mein yaaro hai badaa hi golmaal) -2
Kahin dhol, kahin pol, seedhi baat, tedhi chaal
(Ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2
Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah
Chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah
Ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye
Jhoom-jhoom kauvaa bhi dholak bajaaye
Ki: arrey chorus: vaah vaah vaah ki: vaah
(Chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -2
Chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: aye
Ki: un un, baabaa man ki aankhen khol