Hamaare Tumhaare – Jadu Daar Gayo Re Song Lyrics

Hamaare Tumhaare is a 1979 family drama film directed by Umesh Mehra. Sanjeev Kumar, Rakhee, Amjad Khan, Mehmood, Asrani, Gayatri, and Anil Kapoor have acted in this film. When a widower and a widow is rumored to have an illicit affair, the only way to pacify their grown-up children are to marry each other.

Album: Hamaare Tumhaare

Song: Jadu Daar Gayo Re


Lyrics

Naino ke wo ade mar gaya
Haskar kaskar ban
Ab more mann pe ti ti tam
More tan pe tam tai
Mann pe tan pe mann pe tan pe
Are sur se bhatka bhatak mat
Dhunde prem nisan
Jadu dar gayo re mohpe bake bihari – 2
Ja da yo pe ba bihari
Jadu dar gayo re mohpe bake bihari

Mere manwa ki kali phulwa banke khili – 2
Jab se manmohna se mili
Bhuli ma ghar angana gali
Tere bin ab mohe kuch na suhaye daiya
Mann me tarang ang ang me umang
Dhadkan sang sang aj kaisi ye bhagat hai
Badli hai chal dhal mukh bhaiyo lal lal
Holi ke bin gulal gal pe tadat hai
Tu mere mann me bas meri dhadkan me bas hai – 2
Kitna sunder kitna manmohak

Aisa karte dono shant vatavaran me
Vichran karte hai
Aree dekhi jab manmohan ki chata
Boli radha ghunghat hata
Aree tere charno me bite mori umar sari
Jadu dar gayo re mohpe bake bihari – 3

Aisa karte hai jara visram karke phir jagebge
Jago aree jago aree jago sonewale varvadhu
Itni jaldi nidra me tallin ho gaye
Jagenge sab ko jagayenge ham
Raat bhar ek fasana sunayenge ham
Phir fasane ke har ek ilfaj par
Dil ke masum dil ke masum
Dil ke masum tute hue saj par royenge
Kabhi muskurayenge ham muskurayenge ham
Are ye kya ho gaya ham kahase kaha aagaye
Sastri sangit gavaiye anup shankar ki dhoti
Lapet kat kawal marammat khan bardaf ka
Chudidar paijama kaise pahan liya allah

Parlay parlay aree sankh bajao bajao
Aree hari hari hari hari hari hari – 2
Jab jab bhaktan par bhid padi
Tab tab bhaktan ki pid hari
Gaye tere jo bhajan yaha log lugai
Sune unki kahaiya ke bigdi banai
Kaha soye ho parbhu ab meri bari aai
Bol bol bol meri nind kyu udai
Mai bhi hu tumhara bachha – 2
Pyara pyara achha achha
Tumne kaha meri jaan fasai
Arre hari hari hari hari hari hari – 2
Aree koi dipak lao bati lao
Machis ki dibiya lao
Aag laga do aag laga do – 3
Jadu dar gayo re he he he
Bhairvi bhairvi sawera ho gaya kya