Hamaari Baat – Insaan Kya Jo Thokarein Nasib Ki Na Sah Sake Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 1943 and was directed by Mr D.M Dharamsey under the banner of Bombay Talkies. The star cast for the film is inclusive of David, Devika Rani, Shahnawaz, Jairaj, Kamta Prasad, Mumtaz Ali, Raj Kapoor, Suraiya and Dulari in pivotal roles. The music composition for the songs of the film is done by Mr Anil Biswas.

Album: Hamaari Baat

Song: Insaan Kya Jo Thokarein Nasib Ki Na Sah Sake


Lyrics

Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya

Insaan kya
Insaan kya jo gardishon ke bich kush na rah sake – 2

Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya

(Main kishti kyuun na chhod duun balaaon ke muqaabile
Tufaanon ke muqaabile)- 2
Vo kishti kya
Vo kishti kya jo aandhiyon ke saaye mein na rah sake – 2

Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya

(Bach bach ke chalane vaale ki hai zindagi kya zindagi
Hai zindagi kya zindagi) – 2
Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2
Na mauj ban ke bah sake -4
Dariyaa-e-zindagi mein jo na mauj ban ke bah sake – 2

Insaan kya
Insaan kya jo thokarein nasib ki na sah sake
Insaan kya