Hameshaa – Marke Bhi Laut Aayenge Song Lyrics

Hameshaa is a film on reincarnation. It is directed by Sanjay Gupta, and starred Sail Ali Khan, Kajol, Aditya Pancholi in lead roles. The plot is about two friends both who love the same girl. One is rich and other from a middle-class family. When the rich guy knows about the love between his friend and the girl, he kills him. Knowing this, the girl commits suicide but not before vowing to come back again.

Album: Hameshaa

Song: Marke Bhi Laut Aayenge


Lyrics

Na tum rahoge na hum rahenge
Na aankhe rahengi
Na ishare rahenge
Na ye ja rahegi ye
Do badan na rahenge
Tum hamare rahoge
Hum tumhare rahenge
Marke bhi laut aayenge
Hum yara ke liye
Ek janam kam hai
Sanam pyar ke liye
Pyar ke liye

Aye meri jindagi
Sath hum the kabhi
Mai nahi ajnabi
Tu nahi ajnabi
Fir laut aaye
Chahat ke lamhe
Dil me chupa lu tumhe
Bechain sanse
Kahti hai aankhe
Inme basa lu tumhe
Marke bhi laut aayenge
Hum yara ke liye
Ek janam kam hai
Sanam pyar ke liye
Pyar ke liye

Yad hai ham nashi
Bhulta hi nahi
Tera chehra hasi
Har ada dilnashi
Hotho se surkhi
Aankho se kajal
Inko chura lunga mai
Berang sapne jitne hai apne
Unko saja lunga mai
Dil me tuhi tu
Hamesha hamesha – 2
Tu mujhme rahegi
Marke bhi laut
Aayenge hum yara ke liye
Ek janam kam hai
Sanam pyar ke liye
Pyar ke liye