Hamrahi (1963) – Woh Din Yaad Karo Song Lyrics

When a womanizer is rejected by her own wife on the ground of morality, he starts reforming himself in order to win her love. However, an old altercation lands him into trouble, and he is charged for a murder. The worst thing is that his case is in the same court where his father is a public prosecutor. This plot is nicely implicated in Hamrahi, a 1963 film directed by T. Prakash Rao, and starring Rajendra Kumar, Jamuna, Mehmood, Nashir Hussain and Lalit Pawar in lead roles.

Album: Hamrahi (1963)

Song: Woh Din Yaad Karo


Lyrics

Woh din yaad karo – (2)
Woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo
Woh din yaad karo – (2)
Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo

(Phirse the aazad hum to chaman mein
Chand aur suraj hai jaise gagan mein) – (2)
Ab to ye jeevan hai ulzan ki seema
Dhadke mera dil ab dheema dheema, woh din yaad karo
Woh din yaad karo – (2)
Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo

Jab main kali thi (tab hi bhali thi – 2)
Koi na gam tha (main manchali thi – 2)
Meri gali se tera gujarna
Naino ke raste dil mein utarana, woh din yaad karo
Woh din yaad karo – (2)
Woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo
Woh din yaad karo – (2)
Woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo