Happy Ending – Haseena Tu Kamina Mein Song Lyrics

A romantic comedy movie directed by Raj Nidimoru, featuring Saif Ali Khan and Ileana D’ Cruz in lead roles. The soundtrack was composed by Sachin – Jigar. “Jaise Mera Tu’ and “Khamma Ghani” were the most popular songs from this movie.

Album: Happy Ending

Song: Haseena Tu Kamina Mein

Lyrics

(Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein
Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein) – 2
Dekhu main tujhe har ek modd pe nazar aaye kimati nageena
Ek pe magar theharta kidhar tu aisa casanova kamina
Oye itana boora bhi nhi hai kamina agar pehchan le jo tu
(Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein
Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein) – 2

O o o manimaniyaan o o o beyemaniyaan
Teri khata hai haseenno ko patta hai
Dont you know dont you know
Phir bhi dil apana deewano se uljhana
Haseeno ki ada hai mujhe bhi patta hai
Dont you know dont you know
Jabhi naa tu tabhi naa mein – 2
Kamina tu haseena mein kamina tu haseena mein

Yeh.. nazadikiyaan yeh.. badamaishyaan
Jo soche dil tera nahi ho payegaa
Dont you know dont you know
Jo taarif mein to baaten karun
Bhala sa dil tera pighal hi jayegaa
Dont you know dont you know
Haseena tu kamina mein haseena tu kamina mein
Hai mausam tu mahina main haseena tu kamina mein