Happy Hard and Heer – Heer Tu Meri Song Lyrics

Singers : Himesh Reshammiya and Anusha Mani
Music by : Himesh Reshammiya
Male : Yeh jo hai tere mere darmiyaan

Ishq ki hain yeh gehri sardiyaan

Dil mera keh saka na alvida

Kuchh alag teri meri yaariyan..
Male : Meri aakhon mein tera

Aaina chhupa sa hai

Lamha yeh tera mera

Kuchh ruka-ruka sa hai

Oh sohniyoo…
Male : Aasmaani yeh chehra

Kis qadar gehra hai

Faaslon ka samandar

Bakhuda keh raha hai

Oh sohniyo

Heer tu meri

Raanjhna main teraa..
Male : Heer tu meri

Raanjhna main teraa..
Male : Aaye zindagi mein ho yoon

Ab na jaana tum kabhi

Kehkashan is mohabbat ka

Tera mera hai yehi

Hai tumhari adaon ka mara

Kare kya mera dil mere humnava

Sama yeh kare bekaraari si dil mein

Yeh dil to mera tere bin maane na
Male : Heer tu meri

Raanjhna main tera
Female : Kaafir nahi main mujhe tha yakeen

Tum sa milega koyi hum nasheen

Yaadon ka kafila huya ajnabi

Kare bekhabar ab mujhe har ghadi
Male : Yeh jo hai tere mere darmiyaan

Ishq ki hain yeh gehri sardiyaan

Dil mera keh saka na alvida

Kuchh alag teri meri yaariyan
Male : Meri aakhon mein tera

Aaina chhupa sa hai

Lamha yeh tera mera

Kuchh ruka-ruka sa hai

Oh sohniyo
Female : Heer main teri

Raanjhna tu mera….