Haqueeqat – Zara Si Aahat Hoti Hai Song Lyrics

Haqeeqat is written and directed by Chetan Anand. It was released in 1964 and was on the Indo-Sino War of 1962. Besides becoming a major hit, the film also won National Film Award for Best Feature Film. Its songs by Kaifi Azmi and music by Madan Mohan were on the lips of every Indian. One song, ‘Kar Chale Hum Fida, Jaano Tan Sathiyou, Ab Tumhare Hawale Watan Saathiyon’ by Mohammed Rafi become one of the best patriotic songs.

Album: Haqueeqat

Song: Zara Si Aahat Hoti Hai


Lyrics

Zara si aahat hoti hai to dil sochta hai
Kahin yeh woh to nahin (3)
(Repeat)

Chhup ke seene mein, aaaa
Chhup ke seene mein koi jaise sadaa deta hai
Shaam se pehle diya dil ka jalaa deta hai
Hai usi ki yeh sadaa, hai usi ki yeh adaa
Kahin yeh woh to nahin (3)

Shakl phirti hai, haa aa
Shakl phirti hai nigahon mein wohi pyaari si
Meri nas nas mein machalne lagi chingari si
Chhoo gayi jism mera, kiske daaman ki hawa
Kahin yeh woh to nahin (3)
Zara si aahat hoti hai to dil sochta hai
Kahin yeh woh to nahin (3)