Har Har Mahadev – Bhole Nath Se Nirala Song Lyrics

Har Har Mahadev is a mythological film released in 1974. Chandrakant directed it and cast Dara Singh in Lord Mahadev’s role. Devi Parvati’s role is essayed by Jayshree Gadkar. Playing other roles of gods and goddesses are Abhi Bhattacharya, Aruna Irani, Jagdish Raj, Gopi Krishna, Sumitra Devi, and Babu Raje. The film covers the marriage event of Lord Mahadev and Parvati, birth of Lord Kartikeye and Lord Ganesh, and the killing of demon Tarkasur.

Album: Har Har Mahadev

Song: Bhole Nath Se Nirala


Lyrics

Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Aaisa bigdi bananewala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

Unka damru dam dam bole
Agman gam ke bhed khole
Unka damru dam dam bole
Agman gam ke bhed khole
Aaisa bhakton ka rakhwala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

Kaya jab jab karwat badle
Kaap chamakte agle pichhle
Kaya jab jab karwat badle
Kaap chamakte agle pichhle
Aaisa jog jaganewala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

Tumne jag ka kasht mitaya
Mujhko swami kyon bisraya
Tumne jag ka kasht mitaya
Mujhko swami kyon bisraya
Ab toh mujhe bachanewala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi