Hare Kanch Ki Chooriyan – Panchchee Re O Panchchee Song Lyrics

When a free-willed and only daughter of a professor becomes an unmarried mother, she is expelled from the college so that other could not simulate her. While she is not revealing the name of the child’s father, the professor dad is adamant about finding out who has sired the child. This is the story of Hare Kaanch Ki Chooriyan. It was released in 1963.

Album: Hare Kanch Ki Chooriyan

Song: Panchchee Re O Panchchee


Lyrics

Panchchee re o panchchee, udd ja re o panchchee
Mat chhed too yeh tarane, ho jaye naa do dil deevane

Panchchee re o panchchee, udd ja re o panchchee
Mat chhed too yeh tarane, ho jaye naa do dil divane
Panchchee re o panchchee, udd ja re o panchchee

Ham karib aa gaye, manjilon ko pa gaye – (2)
Bag gaya hame koyee, ham kisee ko bag gaye
Panchchee re o panchchee……….

Ga rahee hai jindagee, man ke sur bahar pe – (2)
Aasman pe chayenge, abb yeh git pyar ke
Panchchee re o panchchee……….

Yeh milan kee raginee, ek mai aur ek woh – (2)
Mil gaye ek ho gaye, aaj ham nahee hai do
Panchchee re o panchchee……….