Hare Rama Hare Krishna – Mere Mann Ke Mandir Me, Murat Hai Ghansham Kee Song Lyrics

Hare Rama Hare Krishna is about finding a rebelled sister who is mingling with the hippies in Kathmandu, Nepal. It is written, produced, and directed by Dev Anand. He has introduced Zeenat Aman through this film, who received the Best Supporting Actress Award. The film tried to show the difference between the hippie and Indian culture. It also stress importance of adhering to one’s culture. It was beautifully filmed in the valley of Kathmandu, and became a super hit.

Album: Hare Rama Hare Krishna

Song: Mere Mann Ke Mandir Me, Murat Hai Ghansham Kee


Lyrics

Mere mann ke mandir me, murat hai ghansham kee – (3)
(Meree sans ke -2 ektare me dhun hai usike nam kee
Mere mann ke mandir me, murat hai ghansham kee) – (2)

Kitna dayalu hai bansee wala, bin mange diya mujhko ujala – (2)
Woh chunne hai mere sanjh sakare, (jabse mai aayee sham ke dware -2)
Dekhe mann kee aankhon se shobha uske bham kee
Mere mann ke mandir me, murat hai ghansham kee
Meree sans ke -2 ektare me dhun hai usike nam kee
Mere mann ke mandir me, murat hai ghansham kee

Charnon kee mai dhul uthau, dhul ko mathe tilak lagau – (2)
Sham kee bhaktee sham kee puja
Aur mujhe koyee kam naa duja – (2)
Naa sudh hai jalpan kee, naa sudh hai vishram kee
Mere mann ke mandir me, murat hai ghansham kee
Meree sans ke -2 ektare me dhun hai usake nam kee
Mere mann ke mandir me murat hai ghansham kee……