Hastey Hastey – Almadad Chere Khuda Song Lyrics

Hastey Hastey is a comedy film released in 2008. Tonny has directed it with Jimmy Shergil, Rajpal Yadav and two newcomers Monishka and Nisha Rawal. The plot is about an NRI coming to India in order to set up a call centre. He is helped on the project by a young and confident girl, who falls in love with him.

Album: Hastey Hastey

Song: Almadad Chere Khuda


Lyrics

Ho o o o……….

Almadad chere khuda – (2)
Mera yaar na ho mujhse juda – (2)
Almadad chere khuda
(Main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) – (4)

Aarju……. keh rahi, mere mehboob ka meri najaro ko deedaar de
Iltaja… hai yahi, jindagi se mila de mujhe, ya mujhe maar de
Bikhare sapne tutake soche dil ki raah mein
Dar dar bhataka main yaha, dilruba ki chaah mein
Sun jara sun jara, dhadkano ki sada…..
Almadad chere khuda – (2)
Mera yaar na ho mujhse juda
(Main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) – (4)

Hastey hastey……….. (4)

Har ghadi, har jagah sochata hoon usike hi baare mein abb raat din
Mujhko hai yeh pata, reh sakegi na woh bhi akeli kahi mere bin
Saaya banega ke sang hai yaadon ki parchaayiyaan
Har lamha dasane lagi naagin si tanhaayiya
Bebasi har kadam, waqt hai bewafa
Almadad chere khuda – (2)
Mera yaar na ho mujhse juda
(Main yaar bin -2, main mar jaavaanga yaar bin) – (4)

Hastey hastey……….. (4)