Hate Story 4 – Badnaamiyan Song Lyrics

Badnaamiyan Lyrics – Hate Story 4: The song is sung by Armaan Malik and composed Baman-Chand while Badnamiyan lyrics are written by Rashmi Virag. The song features Urvashi Rautela and Karan Wahi in the music video.


Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi (x2) Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai
Har pal tere sapne ye dekha karta hai
Maana tumne raaste apne badal diye
Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya
Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko
Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya
Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi
Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi


Singer: Armaan Malik

Lyricist: Rashmi Virag

Music: Baman-Chand