Haunted – 3D – Jaaniya Song Song Lyrics

Jaaniya Song Lyrics from Haunted – 3D: The song is sung by Chirantan Bhatt. It is composed by Chirantan Bhatt and it features Mahakshay Chakraborty, Introducing – Tia Bajpai (She was a contestant in Sa Re Ga Ma Pa), Achint Kaur, Arif Zakaria, and Sanjay Sharma.


Dil sunta hai, teri sadaa
Aa rubaru, ab toh zara
Bechain si meri zindagi
Sunn kar teri, yeh dastaan
Jeena mera aasaan kar
Tu mil ke yeh ehsaan kar
Kahin kho gaya chain o sukoon
Tere dard ko ab jaan kar
Jaaniya o jaaniya
Bas roye dil mera
Aasu palkon pe
Nahin hai bewajah
Dil hai ghamzada jaaniyaTujhe paa liya ya kho diya
Iss baat par, dil ro diya
Ke chaah kar, tu naa aa sake
Tu waqt hai, guzara hua
Tujhe rakh liya, inn yaadon ne
Ik phool sa, kitaabon mein
Iss dil mein tu, rahega sada
Aur mehakega, inn saanson mein
Raaton mein tu jal jaata hai
Chehre mein tu dhal jaata hai
Taara hai tu mujh mein toota sa
Neendhon se jaga deta hai
Palkon ko bhigo deta hai
Dariya hai tu mujh mein dooba sa
Har waqt khwaabon ki tarah tu aata rahaJaaniya o jaaniya, din kya raat kya
Aahat ho koi, lagta hai sadaa
KI tu hai wahaAn jaaniyaJaaniya o jaaniya
Bas roye dil mera
Aaansu palkon pe nahin hai bewajah
Dil hai ghamzadaa jaaniya


Singer: Chirantan Bhatt

Lyricist: Music
Chirantan Bhatt

Music: Director
Vikram Bhatt