Hawaayein – Aajo Sare Ralke Ho Bhangra Paliye Song Lyrics

Hawayein is a 2003 Punjabi film based on the Anti-Sikh riots that shunned the nation in 1984 after the assassination of Indira Gandhi. It was released with a tagline “Some winds don’t blow… Yet take away everything.” The film is seeing at the aftermath of riot through the eyes of Sarabjeet, an innocent and music-loving student turning into country’s most wanted terrorist.

Album: Hawaayein

Song: Aajo Sare Ralke Ho Bhangra Paliye


Lyrics

Khil gayee re khil gayee, oy meree jan yeh duneeya khil gayee re
Mil gayee re mil gayee, teree muskan tujhe toh mil gayee re

Le jayenge ladkee karo tiyar abhee ham le jayenge
Naa jee naa hamko nahee aitbar yu kaise le jayenge

Shodo sab takrar ke jason manaliye
Aajo sare ralke ho bhangra, aajo sare ralke ho bhangra paliye
Aajo sare ralke ho bhangra paliye

Le jayenge ladkee karo tiyar abhee ham le jayenge
Naa jee naa hamko nahee aitbar yu kaise le jayenge

Jang jit ke aaya hai hee, jatt jit ke aaya hai
Issliye maine shat par veer chakar sajaya hai, hoy veer chakar sajaya hai
Gujaree jaye jawanee jason manaliye, ajo sare ralke ho bhangra
Ajo sare ralke ho bhangra paliye, ajo sare ralke bhangra paliye

Aaj chand ko unakee yad aye re laute gi naa jawanee jiya ghabraye re hee
Woh hote toh aur hasin hotee mehfil, kaise khushee sambale akaila meraa dil
Shoda dasi dadi chit pehchaliye, ajo sare ralke ho bhangra
Ajo sare ralke ho bhangra paliye, ajo sare ralke ho bhangra paliye

(Iss mehfil mein aasheek hai sab, har koyee raj chupaye
Lagte jigar hai har ik dil me kehne se ghabraye) – (2)
Aa sare phir mehfil mohabbtan paliye

Aajo sare ralke ho bhangra
Ajo sare ralke ho bhangra paliye – (4)
Ho bhangra paliye, ho bhangra paliye