Hawaayein – Yeh Sab Khel Nasibo Kaa Song Lyrics

Hawayein is a 2003 Punjabi film based on the Anti-Sikh riots that shunned the nation in 1984 after the assassination of Indira Gandhi. It was released with a tagline “Some winds don’t blow… Yet take away everything.” The film is seeing at the aftermath of riot through the eyes of Sarabjeet, an innocent and music-loving student turning into country’s most wanted terrorist.

Album: Hawaayein

Song: Yeh Sab Khel Nasibo Kaa


Lyrics

Yeh sab khel nasibo kaa, kisee ko jamin kisee ko asman mile
Too mile toh mujhe laga mujhe do jahan mile

Ho mujhe lehnga ho thoda mehnga, ho mujhe lehnga cholee silade
Nachu gi saree rath ve, ho mujhe lehnga ho thoda mehnga
Ho mujhe lehnga cholee silade, nachu gi saree rath ve
Ho mere sur se tal milade gaoon ga saree rath mien

(Dur pahadi kee chotee par, (tujhe me mehal banadunga -2)
Iss mehal ko charo aur se, (phulo se saja dunga -2)) – (2)
Ho mujhe mathe kaa -2, ho mujhe kaa tika dilade nachungi saree rath ve
Ho mujhe mathe kaa tika dilade nahungi saree rath ve

Rab kare yuhi nikalatee (rahe chandee ratien -2)
Mien nachti jau yaran, main (deta rahu sugatein -2)
Rab kare yuhi nikal ti (rahe chandee ratien -2)
Ho mien nachatee jau yara, main (deta rahu sugatein -2)
Ho mujhe panv kee -2 jhanjar dilade nachungee saree rat ve
Ho mujhe panv kee jhanjar dila de nachungee saree rath ve

Ho mujhe lehnga -2 cholee silade nachungee saree rat ve