Hawaizaada – Dil-e-Nadaan Song Lyrics

Dil-e-Nadaan Lyrics & Reprise versions Lyrics from Hawaizaada: Ayushman Khurana’s new song, based on Mirza Ghalib’s “Dil-e-Naadaan”


Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Unko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafa kya hai
Jo nahi jaante wafa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Maine maana ki kuch nahi Ghalib
Muft aaye toh buraa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai..
Dil-e-Nadaan (Reprise) Lyrics:
Aag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaan..Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya haiHumko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Humko unse wafaa ki hai umeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya haiJaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Jaan tum par nissar karta hoon
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Main nahi jaanta duaa kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya haiAag ka dariya doob ke jaana
Ishq nahi aasaan, aasaan ho
Ishq nahi aasaanMaine maana ke kuch nahi Ghalib
Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil-e-naadaan tujhe huaa kya hai


Singer: Ayushmann Khurrana, Shweta Subram

Lyricist: Mirza Ghalib

Music: Ayushmann Khurrana