Hichki – Teri Dastaan Song Lyrics

Singer : Jasleen Royal
Music by : Jasleen Royal
Female : Khwabon ki nagri haqiqat banane

Jo aye dil ik din ka ye qissa nahi
Female : Khud ke hone ki paheli suljhane

Jo aye dil ik ka ye qissa nahi
Female : Kadamon mein jamaa jo thakaan

Chain ki neendein aati wahaan

Kadamon mein jamaa jo thakaan

Chain ki neendein aati wahaan
Female : Itni suhaani banaa

Ho na purani teri dastaan…
Female : Hum to na kehte andhera kehta

Jugnoo mein rehta ik taara rehta

Hum to na kehte andhera kehta

Jugnoo mein rehta ik taara rehta
Female : Aansu moti kharcho na

Khamiya khaas samjho na

Itni suhaani bana

Ho na purani teri dastaan…
Female : Sun lo na ghaltiyon ka hai kehna

Nadaaniyon mein tajurba baitha

Jazbaton ki baaton mein na aana

Jazbaati nazron ko dikhta dhundhla
Female : Aansu moti kharcho na

Khaamiyan khaas samjho na

Itni suhaani bana

Ho na purani teri dastaan…
Female : Chanda tak pakka sa rasta banana

Jo aye dil ik din ka ye qissa nahi

Band dil baahon ko hai khulna sikhana

Jo aye dil ik din ka ye qissa nahi
Female : Ho na purani teri dastaan…