Highway – Tu Kuja Song Lyrics

Music By : A.R Rahman
Singers : Sunidhi Chauhan
Female : Tu kuja, man kuja

Tu kuja, man kuja

Tu kahaan, main kahaan

Tu kahaan, main kahaan

Kripa drishti mujhpe bhi ho maharaja

Anginat chintaao ne ghera
Female : Aastha hai jo vyatha hai, woh harega tu

Sun meri bhi, koi na mera
Female : Tu kuja, mun kuja

Tu kuja, mun kuja

Tu kahaan, main kahaan

Tu kahaan, main kahaan
Female : Hain bhay bhayankar

Path mein kankar, maharaja

Mujh adham se kyun tune mukh phera

Main dharatal se pukaarun, haath de apnaa

Sun meri bhi, koi naa mera

Nirdhano ka dheer tu hai, nirbalon ka bal

Sun meri bhi koi na mera o..

Main jagat mein laapata, mera tu pataa

Main kahaan, batlaa?
Female : Main ekaaki, de dayaa ki bheekh raja

Hai adhar mein, shwaas bhi mera
Female : Tu kuja, man kuja

Tu kuja, man kuja

Tu kahaan, main kahaan

Tu kahaan, main kahaan
Female : Main kahaan.. kahaan

Main kahaan.. kahaan
Female : Ghanghor hain andhiyaare

Sab roothe hain ujiyaare

Tan toote, mann haare

Tan toote, mann haare
Female : Kismat ke doobe taare

Koi kiran dikhlaa re

Hain soone path saare

Hain soone path saare
Female : Main ekaaki, de daya ki bheekh raja

Kya tujhe aabhaas bhi mera

Tu kuja, man kuja

Tu kuja, man kuja

Ho…

Tu kahaan, main kahaan

Tu kahaan, main kahaan