Hum Tum Shabana – Hey Na Na Song Lyrics

The song “Hey Na Na Shabana” is from Hindi movie “Hum Tum Shabana” featuring Minissha Lamba, Shreyas Talpade, Tushhar Kapoor. The song is composed by Sachin-Jigar.


Bholi bholi aankhon mein narazagi hai kyu
Meethi meethi baaton mein berukhi hai kyu
Khoye khoye naa raho gum-sum raho naa yun
Jaan le tu, jaan le I am in love with youHey na na na shabana muskurao na
Hey na na na saja le hothon pe hansi
Hey na na na shabana bann jayegi meri zindagi
Hey na na na ho na na na shabana
Hey na na ho na na ban jayegi….Suno ji kahoon main zamana khota tota
Ke bol meethe bol ke deta ye dhoka
bharosa tu kar le dil mera saccha hai jeeToot.te taare se bas itni hai duaa
Mujhe maaf kar de jaana
Jo hua so hua ShabanaHey na na na aise rootho naa
Hey na na na shabana muskurao na
Hey na na na saja le hothon pe hansi
Hey na na na shabana bann jayegi meri zindagi
Hey na na na ho na na na shabana shabana
Hey na na ho na na ban jayegi…


Singer: Raghav Mathur

Lyricist: Music
Sachin-Jigar

Music: Cast
Minissha Lamba, Tusshar Kapoor, Shreyas Talpade