Humko Deewana Kar Gaye – Humko Deewana Kar Gaye Song Lyrics

Singers : Sonu Nigam and Tulsi Kumar
Music by : Anu Malik
Male : {Tum jo na aate

Tho achha tha

Aa ke na jate

Tho achha tha} (2)
Male : Tum jate jate jana

Hamko deewana kar gaye

Tum jate jate jana

Hamko deewana kar gaye
Female : Dil na lagate

Tho acha tha

Na thadpate

Tho acha tha
Female : Ab dil ko kya samjhana

Hamko deewana kar gaye

Ab dil ko kya samjhana

Hamko deewana kar gaye
Male : Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye
Female : Kabhi has lete hai

Kabhi ro lete hai

Haal kya kar diya
Male : Apne ehsaso ko

Khud saja dete hai

Haal kya kar diya

Hamthe tanha ache bale

Mit gaye kyun wo fasle
Female : Nazare churate

Tho acha tha

Na muskurate

Tho acha tha

Tum haste haste jana

Hamko deewana kar gaye
Male : Tum haste haste jana

Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye
Male : Pyaas kya hoti hai

Dard kya hota hai

Kuch nahi tha pata
 Dhadhkane badhni hai

Female :Chain kyun khota hai

Kuch nahi tha pata

Ab nahi hai apni khabar

Ek nasha hai shamo shaher
Male : Kuch na batate

Tho acha tha

Raaz chhupate

Tho acha tha

Tum milte milte jana

Hamko deewana kar gaye
Female : Tum milte milte jana

Hamko deewana kar gaye
Male : Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye

Hamko deewana kar gaye