Humko Deewana Kar Gaye – Tum Saanson Mein Song Lyrics

Singers : Himesh Reshammiya and Tulsi Kumar
Music by : Himesh Reshammiya
Male : Tum saanson mein

Tum dhadkan mein

Tum nazar mein

Tum jigar mein

Utar gaye
Male : Humko deewana

Humko deewana

Humko deewana

Deewana kar gaye
Female : Humko deewana

Humko deewana

Deewana kar gaye
Male : Dil ashana tere dard se

Tere khwaab se teri pyaas se
Female : Shaam o sehar

Bheege mere

Har pal tere ehsaas se
Male : Aaisi lagan

Lag gayi hain yaar

Aaisi lagan

Lag gayi hain yaar

Lagan lag gayi hain yaar

Lagan lag gayi hain yaar
Male : Tum jism mein

Tum jaan mein

Tum nazar mein

Tum jigar mein

Utar gaye
Male : Humko deewana

Deewana kar gaye

Humko deewana

Humko deewana

Humko deewana

Deewana kar gaye

Humko deewana

Humko deewana

Deewana kar gaye