Humsaya (1968) – Dil Ki Awaaz Bhi Sun Song Lyrics

Dil Ki Awaaz Bhi Sun Lyrics from Humsaya (1968): The song is sung by Mohammed Rafi, composed by O.P. Nayyar with lyrics written by Shevan Rizvi and it features Joy Mukherjee and Sharmila Tagore.


Dil ki awaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja Dil ki awaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki awaaz bhi sun Ik nazar dekh le
Ik nazar dekh le
Jeene ki ijaazat de de
Roothne waale wo pehli si
Muhabbat de de Ik nazar dekh le
Jeene ki ijaazat de de
Roothne waale wo pehli si
Muhabbat de de Ishq masoom hai
Ishq maasoom hai
Ilzaam lagaane pe na ja
Meri nazron ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki aawaaz bhi sun Waqt insaan pe
Waqt insaan pe
Aisa bhi kabhi aata hai
Raah mein chhod ke
Saaya bhi chala jaata hai Waqt insaan pe
Aisa bhi kabhi aata hai
Raah mein chhod ke
Saaya bhi chala jaata hai Din bhi nikalega kabhi
Din bhi nikalega kabhi
Raat ke aane pe na ja
Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki awaaz bhi sun Main haqeeqat hoon
Main haqeeqat hoon
Ye ik roz dikhaunga tujhe
Begunahi pe muhabbat ki
Rulaunga tujhe Main haqeeqat hoon
Ye ik roz dikhaunga tujhe
Begunahi pe muhabbat ki
Rulaunga tujhe
Daag dil ke nahi
Daag dil ke nahi
Mite hain mitaane pe na ja Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja
Dil ki aawaaz bhi sun
Mere fasaane pe na ja
Meri nazro ki taraf dekh
Zamaane pe na ja


Singer: Mohammed Rafi

Lyricist: Shevan Rizvi

Music: O.P. Nayyar