I Am – Bangur Jaisi Duniya Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2011 and was an anthology directed by Mr Onir. The film comprises of 4 short stories, namely; Afia, Omar, Megha and Abhimanyu. Every story has fear as its common theme and all of them are based on real life experiences. The finance for the film was obtained by donations collected from 400 various individuals across the globe. Most of these donations were received through Facebook and similar social sites.

Album: I Am

Song: Bangur Jaisi Duniya


Lyrics

Ye bangur jaisi duniya re duniya re duniya
Ye phasaye urrti muniya re muniya re muniya
Jo chune chali khula aasman
Kahi bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan
Dastan dastan
Jo chune chali khula aasman
Kahi bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan
Maula re saiya sun le dohaiya – 2
Sun le dohaiya

Phirti thi hawao me par lagte the pao me
Zindgi band pinjro me kyu aaj rehti hai
Neendo ke sanduko me kabhi sone ke sapne the
Aaj pital ke tukrro ko mohtaj rehti hai

Ye bangur jaisi duniya re duniya re duniya
Ye phasaye urrti muniya re muniya re muniya
(Jo chune chali khula aasman
Kahi bujh na jaye na jaye na jaye bechari dastan) – (2)
Maula re saiya sun le dohaiya – 2
Sun le dohaiya
Dohaiya
Dohaiya o maula