I Am – Bojhal Se Lamho Ki Sham Hai Song Lyrics

This Bollywood movie released in the year 2011 and was an anthology directed by Mr Onir. The film comprises of 4 short stories, namely; Afia, Omar, Megha and Abhimanyu. Every story has fear as its common theme and all of them are based on real life experiences. The finance for the film was obtained by donations collected from 400 various individuals across the globe. Most of these donations were received through Facebook and similar social sites.

Album: I Am

Song: Bojhal Se Lamho Ki Sham Hai


Lyrics

(Bojhal se lamho ki sham hai
Khali si in aankho me) – (2)
Gum huwi jo roshni si thi in aankho me
Bojhal se lamho ki sham hai
Khali si in aankho me

Parinde mayusi ke chhat pe roz aate hai
Roz aate hai
Samandar me udasi ke ye dil ko bhigo jate hai
Bhigo jate hai
Toote hai jo khwab rehte the in aankho me
Bojhal se lamho ki sham hai
Khali si in aankho me

Bina jane jaba pe ye lakire ban jati hai
Ban jati hai
Bina puche dher sari yade jab aati hai
Jab aati hai
Khak sa adhura sa rehta hai in aankho me
Bojhal se lamho ki sham hai
Khali si in aankho me